LYRIC
Maqtool jigar, ya baba
Qaatil hai nazar, ya baba
Ek maah-jabi, ya baba
Ek noor-e-nabi,ya baba
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Rab ki rubaayi, ya baba
Ya hai tabaahi, ya baba
Darram jurrahi, ya baba
Boli ilaahi, ya baba
Afghan jalebi, maashooq farebi
Ghayal hai tera deewana, bhai waah!
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Bandook dikha dikha ke,
Kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhaana
Bhai waah, bhai waah
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Khwaja ji ke paas,
Teri chugli karunga
Teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Angoothi mein qaid,
Teri ungli karunga
Main teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Oye dekhe taraazi, banda namaazi
Khel ke baazi, khaa-ma-khaa
Ab thehra na, kisi kaam ka
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Heer ka koi, sher suna ke
Ghoont laga ke, jaam ka
Mera meh-khaan mehez naam ka
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Oye lakh pe jigar, ya baba
Oye noor-e-nazar ya baba
Ek teer hai tu, ya baba
Main jigar, ya baba
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Bandon se nahi toh,
Allah se daregi
Waada toh kabhi nobhana, bhai waah!
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Bhai waah bhai waah bhai waah!
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Khwaja ji ke paas,
Teri chugli karunga
Main teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Angoothi mein qaid,
Teri ungli karunga
Main teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Gul-e-gulzar, ya baba
Mere sardar, ya baba
Bade mansoor, ya baba
Tere rukhsaar ya baba
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Shamsheer nigaahein,
Chaabuk si adayeein
Nacheez pe na chalaana
Bhai waah, bhai waah
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Bandook dikha dikha ke,
Kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhaana
Bhai waah, bhai waah.
No comments yet