LYRIC

Ye chand sa roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye zil si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye zil si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

Yek chij qayamat bhi hai
Logon se suna karate the
Tumhe dekh ke maine mana
Wo thik kahaa karate the
Wo thik kahaa karate the
Hai chaal mein teri jaalim
Kuch ayesi balaa ka jaadoo
Sau baar sanbhaalaa dil ko
Par ho ke rahaa bekaboo
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye zil si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

Har subah kiran ki laayi
Hain rang tere gaalon ka
Har shaam ki chaadar kali
Saya hain tere baalon ka
Har subah kiran ki laayi
Hain rang tere gaalon ka
Har shaam ki chaadar kali
Saya hain tere baalon ka
Saya hain tere baalon ka
Too balakhaati yek nadiyaan
Har mauj teri angadai
Jo in maujo mein doobaa
Us ne hi duniyaan paayi
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye zil si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

Main khoj mein hoon manzil ki
Aur manzil paas hai meri
Mukhde se hata do anchal
Ho jaye door andhere
Ho jaye door andhere

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

Mana ke ye jalwe tere
Kar denge mujhe diwana
Ji bhar ke zara mein dekhun
Andaz tera mastana
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

Yeh chand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jhil si nili ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya.

Added by

Ameena

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

VIDEO